Kehna to bahut kuch chahte the unse,

par is dil ne kabhi saath na diya,

kabhi waqt ki khamosi me khamosh rahe,

to kabhi unki khamosi ne kuch kehne na diya.