Na khairiyat koi na paigam aaya hai,
jo chaha nahi wahi anjam aaya hai,
kya hamko bhula baithe ho janab,
aaj na koi dua na salam aaya hai.