ansu o ko palko tak laya na karo,
dil ki bat sab ko bataya na karo,
log muththi me namak liye firte he,
apane zakhm unhe bataya na karo.