Pane se khone ka maja kuch aur hai,
bandh ankho se dekhne ka maja kuch aur hai,
asu bane lafz aur lafz bane gazal,
teri yado ke sath jine ka maja kuch aur hai.